Dar-e-kafs se parey Jab saba guzarti hai
Kisey khabar keh Aaseero'n pe kya guzarti hai
Ta'aolokat kabi es Qadar na tootay they
Keh Teri Yaad bhe, Dil se khafa guzarti hai
Wo Ab miley be to milta hai es trah Jaisey
Bujhay Charraagh ko choo ker Hawa guzarti hai
Faqeer kab ke gaye Jangalo'n ki simat mgr
Gali se Aaj bhe Un ki sada guzarti hai
Ye Ehl-e-Hijer ki Basti hai Ehtiyyat se chal
Museebato'n ki yahan inteha guzarti hai...!!

Comments
Post a Comment