Skip to main content

Yaad-e-maazi main jo ankhon ko saza di jaye

Yaad-e-maazi main jo ankhon ko saza di jaye
is say behtar hai k har bat bhula di jye
 jis sy thori si bhi umeed zyda ho kabhi
aisi har shama sar-e-sham jala di jaaey
main nay apnon k rawayyon say ye mehsoos kya
dill k angan main bhi diwar utha di jaye
main nay yaron k bicharnay say ye seekha "Mohsin"
apny dushman ko bhi jeny ki dua di jaye..

Comments

Popular posts from this blog

Talkhiyan By Sahir Ludhianvi

lateefay