Skip to main content

hum sab apni zindagi

"hum sab apni zindagi ky kisi na kisi marhaly par zamna-e-jahliat sy gozarty hain .baaz gozar jaty hain ,baaz sari zindagi esi zamany main gozar dety hain .aap es main sy gozar choky hain .main aap ko phachtawy sy rokon ga ......na toba aur dua sy sab aap par faraz hae ky aap apni sari zindagi yeh karain magar es ky sath sath shokar bi ada karain ky aap nafas ki tamam bimarion sy chotkara pa choky hain."

Peer-e-Kaamil (S.A.W.W)

Comments

Popular posts from this blog

Talkhiyan By Sahir Ludhianvi

lateefay